Na jaaiz cheeze ku ghar se nikaalna

Q: Hamara ye sawal hai ke hum me subah ke 4.30 baje khwab dekha ke hamare bhai hamari family ko kisi museebat se bachane ke liye apne haath me bandokh lekar aasman me chalarahe the koi uska video nikal kar galat audio adit kardete hai hum sab ghar wale us video ko dekhkar rone lagte hai. Kya aap iski taabeer bata sakte hai?

A: Agar ghar ke andar koi na jaaiz cheeze mawjood he (jaise zi rooh ki tasweere, TV, waghairah), to in cheezo ku nikaalde. In cheezo ki wajah se rahmat ke farishte ghar se door rehte he owr ghar me nahi aate he. In cheezo se Shaitaan khush hota he owr Shaitaan ghar me aata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada