Rowzana ghar me Qur'an Shareef parhna

Q: Maine khwaab mai ye dekha ke mari aakho ke samne se quran ke words bhaut tazi age ki taraf guzar rahe hai aur quran ki pages bhi bhaut tazi palat rahe hai.

A: Rowzana apne ghar me Qur'an Shareef parhne ka ma'mool banaw owr agar aap ki tilaawat owr tajweed durust nahi, to kisi aalim ya haafiz ke paas jaaw owr un se Qur'an Shareef parhna seekle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada