Rishtay ke lia istikhara karna

Q: Aagr larki ne rishtay ka istikhara kiya hy dil mai sakoon hasil hua istikhara ke bad khuwaab nahi aya usi larkay ko wo pasand bhi karti hy. Ab istikhara ke baad dusra qadam kya lena chayiey? Larki ki family ko kya rishta pakka kar dena chaiye jab ke larka kaam bhi nhi krta or larki se umar bhi choti hy 6 ya 7 saal?

A: Agar larki ke maa baap larke ke Deen owr akhlaaq se khush he, to apne bheti ka nikaah un se kara sakte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)