Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar karna

Q: Me ne dream dehka ka me haram ma jaha ra ta ke achanak Maulana Taariq Jameel jaha ra ma na dehka ma bi peecha baga aur salam kia phr ek dam ma un ko apne ghar lae gaya aur unho na meray ghar ma waqat guzara. Meri family sa bi mulaaqat howi phr ma na kha app jab bi jeddah aye tu mera ghar rehana hai. Ye dream sa pehaly ma na humbastri ki ti wife ka sath lakin ma na ghusal nae kia ta I mean aysa hi sleep kiya.

A: Hamesha neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare. Allah Ta'ala aap ku Deen owr dunya me barkat naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada