Khula ke ba'd naya nikaah par ke downo saat rehna

Q: Mere behn ne khula liya tha. Kiyu ki woh zimedari nahi utarey teh. Phir do saal baad ab ex-husband ne mafi magi aur puri zimedari utane ka wada kiya. Phir se saath rehne ko kaha. Toh kiya wo phir se sath rehsakte? Please answer.

A: Agar naya nikaah parhaya jae, naye mahr ke saat, to downo mil sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: