Taazia nikaalna

Q: Muharram me jo taazia nikala jata he wo sahih ya galat? Please thora detail me batyie.

A: Taazia nikaalna bid'at he. Musalmaano ka tareeqa nahi he, ye Shia lowgo ka tareeqa he. Islam se is ka koi talluq nahi he. Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) owr Sahaaba ke zamaane me ye nahi hota tha. Lihaza Musalmaan ku chahia ke in cheezo se sakht ihtiraaz kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: