Khwaab me dekhna ke degh mein khana banaya ja rah hai

Q: Meri biwi ne kal khwaab mein dekha tha ke mera chota bhai yani meri biwi ka devar, mujhse teen saal chota hai, abhi shaadi nahi huwi umar 30 saal, ab khwaab ye hai ke mera bhai jisko haldi lag rahi hai aur bare bartan mein ya degh mein khana banaya ja rah hai bas itna hi. Please aapse guzarish he ke is khwaab ki tabeer bataiye.

A: Allah Ta'ala us ku neak owr munaasib rishta naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: