Khwaab me bakra dekhna jis ki anthariyan us ki pait se bahar hain

Q: Khwaab daikha ke ayk bakra zameen par para hai or us ki anthariyan us ki pait se baahar hain lekin wo zinda hai or saans le raha hai. Phir main ne ayk door ke dost jis se kisi qareebi ke zariye jaan pehchan hui thi or koi rabta nahi hai us ke saath samandar par hu, wo samandar ke andar hai or main bahar hi ruka hu or samandar main dolphin machli or us k bacho ko daikh kar lutf andooz ho raha hu.

A: Dunya me Allah Ta`ala halaal cheeze bhi faraaham farmaya he, uske oopar iktifaa karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: