Mushtabah cheezo se parhez karna

Q: Mene jab fajar ki namaaz ke bad sooe to me ne subha 10 bje ke qareeb khuwab dekha ke me or meri bari behan ko kisi choudry type ke aadmi ne kidnap kar lia. Usse hamein apni izaat ka khtara tha. Phir hum kisi tara sy ussy rahai pe lyty he bina kisi nuqsan ke lekin phr dkhty hy yh sb hnny ke bd hmry khandan ke tamam log usi admi ke han dawat(feast) kha rhy huty he. Yeh baat mjhy or sister ko achi nahi lgti or roty bhi k usy ny hamary sth bura kia or hmry family waly usk whan dawat khaa rhy hyn. Phir me apni khala ko khuwab mn dkhti hun (jin ke betey k sth meri waildah mry ristey ka nazaira rkhti hyn lkn baqiaqah abhi dno trf sy koi bat nhi huii) unko dekh ker me roti hun ke ab woh mjhsey rista nhi krey gi or mry sarey khuwab barbad. Me itna shiddat sy khuwab me roti hun ke haqiqat mn bhi mri anku k ansu or roney ki awazein anny lgti hyn or phr meri asal me bhi roney ki wajha se ankh khul jati hy.

A: Panch waqt ki namaaz ku paabandi se apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr purda ka ihtimaam kare tamaam na mahram larko owr mardo ke saat. Neak suhbat ikhtiyaar kare owr tamaam mushtabah cheezo se parhez kare (jaise cellphone, internet, TV, waghairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada