Qur'an shareef ke baare khwaab

Q: Ayk dream dehka hai meray dost ne. Aap ku apne dost ke baray ma batoa ka wo kaam karta hai ek room pa jahan pa quran majid ka box aur decoration type ka quran bantay hai. Metlab udhar zaida tar quran majid hai hota hai. Tu dream yae hai mera dost ka us na dream dehka ka usi room pa jahan yae kaam kartay hai aur sab log ta jo us ka sath kaam kartay hai. Kaam kar raha ta ka ek dum koi insan mera dost ka hath pakarta hai tu mera dost ek dum ya Allah madad bolta hai aur us ka hath pa marta hai. Wo insaan chor deta hai phr mera dost us ka hath pakarta hai tu wo usi waqat neechay ghir jata hai aur jab wo girta hai tu mera dost dehkta hai quran majid parein hai tu us insan ko kehta hai feet ya jism dour kar quran parien hai.

A: Qur'aan ki tilaawat aur ta`leemaat ko madhbooti ke saath thamo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)