Khwaab me suicide karna

Q: Mujhe ye jana ta ke agar koi apki maut khwab may do dafa dekhe toh uska kya matlab hota hai?! Pehla khwab bhabi ne dekha ke Maine Kafi bar suicide karne ki koshish ki lekin main maari nahi aur dusra khwab saheli ne dekha ke woh park may ek samandar may gir gayi aur main usey bachtey bachatey khud pani may doob ke maar gayi. Please aap se guzarish hai ke in khwabo ka koi matlab ho sakta hai ya aise hi shaitan ki taraf se hai?

A: Tamaam mushtabah owr haraam cheezo se bacho (jaise internet, TV, ghalat suhbat, waghairah). Issy se Imaani maut hojati he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada