Saali ki larki se nikaah

Q: Kya saali ki ladki se nikaah kar sakte hai?

A: Apni biwi ki maut ke ba'd ya alag hone ke bad saali ki larki se nikaah karna jaaiz he. Ayk hi waqt me apni biwi owr apni saali ki larki se nikaah nahi kar sakta.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: