Mani nakalne se kapra napaak hota he?

Q: Mera sawal hai ke kya mani ke kharij hone se woh kapre bhi napaak ho jate hain jin par najasat na lagi ho, phir chahe mani ihtilaam ke zariye khaarij ho ya mushtzani ke zariye.

A: Agar mani kapre par nahi lagi, to kapra napaak nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)