Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne aik jaga apny rishtay ke bary me istakhara kia to khawab me dekha ke aik patang kati a rhi he phir mera aik dost jo mery sath khara tha oski madad sy me ne kati hoi patang ki door pakar kar kabo kar li phir meri aankh khul gai. Is ki kia tabeer hogi?

A: Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Dowsro ke lia pasand kare jo aap apne lia pasand karte. Tamaam kaamo me sunnat ki mutaabiq amal karne ki kowshish kare owr gunaah se parhez kare. Allah Ta'ala aap ku kaamiyaab banaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: