Beghair wudhu mobile par Qur'an Shareef parhna

Q: Kya koi beghair wudhu mobile par quran paak ki tilaawat kar sakta hai?

A: Agar Qur'an screen ke upar likha huwa he to baghair wudhu phone ku pakar sakta he owr tilaawat bhi karsakta he lekin jis jaga screen me Aayaat likhi huwi ho, aap us jaga par haat ne lagae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)