Haq baat qubool karna

Q: Main ne khwaab dekha ke mai khana khata tha jis main say daaga nikla air eak dagaa meray galay mai aatak geya. Is ki tabeer batado.

A: Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Har kaam me sunnat ki mutaabiq amal karne ki kowshish kare. Agar koi aap ku apni ghalati par mutanabih kare, to us ku qubool kare. Insaan ki kaamiyaabi usi me he ke agar koi haq baat us ke saamne zikr kya jai, to aasaani se wo us ku qubool kare owr maan le.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada