Khwaab ki ta'beer

Q: Main baad fajr Jo bhi khawab mein deeq raha hon wo sach horahe hain ye kya maajra hai mere saat iska Allah gawa hai. Kya aap muje bata sakhte hain ki ye kya chalraha hai mere saath?

A: Iski wajah ma'loom karne ke peeche ne pare. Aap har waqt Allah Ta'ala ku khush karne ki kowshish kare owr Deen par pukhta rahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada