Dosra currency me qardha ada karna

Q: Mera sawal ye hai ke meray Abu ne ap ne dost se 12000 qatari riyal qarza liya tha or is baat ko 6 saal ho gaye hain . Ab hum qarza dena chate hain lakin ab Jo amount ban rahi hai wo ziyada hai kyon k us waqt 22-23 pkr ka ak riyal tha or ab 27-28 pkr ka ak qatari riyal hai. Hum konsay rate se qarza wapis Karen pehle wale rate se ya mojuda rate se or Abu ne un riyals ko pkr mei convert kar liya tha. Plz is sawal ka jawab jaldi send krye ga kyo k inhi dino mei Abu qarza de dengay, jazakallah.

A: Aap ya to Qatari Riyal waapis karde ya Qatari Riyal ka moujoodah qeemat.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)