Wazifa parhna

Q: Mera ek kam hai aur iski madad ki talab Allah se hai. Me Esha ke bad us kaam ke liye do mukhtalif wazife karti hun. Kia ye sahih he? Kyun ke suna hai k ek kam k lie ek hi waqt me ek wazifa kia ja sakta hai. Is se zyada nahi. Bara e meherbani islaah kar dijiye!

A: Agar wazeefa parhne ka maqsad saheeh he owr alfaaz bhi saheeh, to jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: