Musht zani

Q: Mene mushtzani bahut ki h aur abhi bhi ni chor parha hun kafi kasme bhi khai chorni ki pr chor ni pa rha hun meri age 24 yr h aur ye aadat mujhe 12 sal ki age se h ab mujhe do problems he

1. Mene bahut si jhooti kasme khai h unka kaffara ada sari zindgi bhi kru to zindgi kam padh jayegi mijhe maloom h kaffara kaise ada hoga is ka koi aur rasta nhi h kya kaffara na dun aur allah se sache dil se mafi mang lun to kya maf ho jayega?

2. Aur jb me mushtzani nhi krta to ajeeb ajeeb se waswase aate h jaise mujhe ye lgta h k mene kisi ke sath zina kiya h mushtani nhi ki is bat ko sabit krne ke liye phr mushtzani kr leta hun Mushtzani chorne ke bad ajeeb se waswase aate h aur isi wajah se phr mushtzani kr leta hun iska koi ilaj he ya nahi?

A: Shaadi karle taake is balaa se tume najaat paa sake aur agar roza rakhna mushkil ho to ghareebo ko khaana khilaaye. Har qasam keliye das ghareebo ko khaana khilaaye ya sadaqatul fitr ke baraabar har ghareeb ko sadaqah dede.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)