Razaa'at me shubah

Q: Mujhe aapse ye baat karni ha. Mere cousin ha mare ami na os ko dod nahe deya laken os na sirf apna sena sa lagya ta or ma os time 1 haf saal ka tha. Abe mare ami bolte ha ke muja pata nahe ka os na dod peya ha ya nahe os na sirf 1 mint ke leya sena sa lagaya ta keya mara os ke saat rishta hota ha ke nahi?

A: Ye waaqiatan shubah ka maqaam he. Behtar yahi he ke ayse aadmi ko apna doodh beta samajh le lekin ihtiyaat ka taqaadha ye he ke pardah ka ihtimaam baaqi rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: