Teen talaaq

Q: Main ne phone par apne susar ku teen baar kaha "main ap ko gawaa bana ke apni biwi ko azad karta hoon". Ab meri biwi apne ma baap ke ghar thi. Ab main chahte hoon ke wo mere paas aye. Kya hamara sath rehna theek hai aur kya hum dono miyan biwi hain mujhe bataye.

A: Jab teen talaaq dedi to apne paas kis tarah rakhlega. Apne paas bulaane ka kya wajah jabke woh aapse paraye hogayi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: