Talaaq ku muallaq karna

Q: Mai bohot ziyada parshan ho. Mery husbnd na muja bhai sa bat karny sa mana kiya ta owr kaha ta ke agar cntct kiya to meri taraf sa talak hai bht bar kaha aisa laiken bht gusa mai ta wo bht gusa mai bht bar kaha r mery husbnd mulk sa bahir hoty hai. Is sa pahla b wo muja talak dy chuka hai aik bar per rujo kiya. Ab ya 2nd bar mai na bas serf itna bhai sa kaha k muj sa cntct na kary mera husbnd na muja qasam de hai plz. Ab mai kya karo. Bohot ziyada parshan ho.

A: Jab tu ne doosri martaba bhai se baat karli to doosri talaaq ho gayi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: