Sharaab pene se tawbah

Q: Agar koi sharaab piye to us ka kaffara kase kary or sharaab ki tauba kaise kary?

A: Wo apne dil se istighfaar owr sachcha towbah kare owr azam kare ke aainda aysa gunaah nahi karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)