Teen talaaq

Q: Humari shaadi ku 6 mahine ho gaye hain. Main America main rehta hoon. Maine apni biwi ke ghar phone kiya aur Maine apni Saas ko ghusse mein kaha "main teri beti ko teen bar talaq deta hoon main wo meri tarf se farigh hai". Us waqt meri niyat talaaq ki thi, lekin ab main bahut regret kar raha hun. Kya talaq waaqi ho gayi ya nahin. Please guide me in detail.

A: Teen talaaq waaqi hogai owr nikaah khatam hogaya. Ab tum downo ke lia saat rehna jaaiz nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: