Qasar namaaz

Q: Me Karaachi me rehta hoon magar meri nowkri Karachi se 92 km door nooriabad he. Hafte me che din ki duty hoti he or ayk din ghar pe guzarta he to is surat me muje kya karna chahiye? Kya jahan meri nowkri he wahan me qasar namaaz parhu ya poori aur qasar parhni hogi lekin mere dil ko itminaan puri namaaz parhne me he to kya me puri parh sakta hu or qasar ke ahkaamaat kya honge? Kitni rakaat parhni hongi or kis tarah niyyat ki jaegi?

A: Qasar namaaz parhna chaahiye.

Dil ki itminaan ko chordo. Shariat ki itminaan ko dekho.

Sirf Zurh, Asr aur Esha ka fardh namaaz keliye agar aap akele parh rahe he to unko do rakaat parhle. Niyyat to waysa qasar namaaz parhne ka hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)