Nakhoon ku barhaana

Q: Daur-e-haza mein masail hein. Jaise nails jo ladkiyaan badhati hein aur mana karne par daleel aur kya aap mujhe online dars de sakte hein. Arabic grammar ka Aur hidaya awwalain ka. Agar mumkin ho to.

A: Ye kaafiro ka tareeqah. Musalamaan har hafte nakhoon ko tarashte he. Ta`ajjub ki baat he ke aysee gandi aadat he, musalmaan kis tarah se uska tasawwur bhi kar sakta he.

Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: