Shaadi se pehle ajnabi mard ke saath ta'alluq rakhna

Q: Mera sawal ye hai ke mai jis ladke se mohabt karti hu wo shadi shuda hai uski bv ne phle hm dono ko permission di thi shadi ki pr bad m mukar gye to wo b badal gya hmre bich kbhi koi galat rishta nhi raha yaha tk ki kaye kaye saal baat tk nhi ki. Ab mai usse nikah karna chahte hu pr wo tyar nhi to kya mai usse nikah ke liye wazifa ya salat ul haajat padh ke Allah se uske sath nikah ki dua kar skti hu ye gunah to nahi?

A: Baro ke ijaazat ke beghayr kuch ne kare aur shaadi se pehle ajnabi mard ke saath ta`alluqaat qaaim karna jaaiz nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)