Wudhu ke faraaidh ada nahi karne se wudhu nahi hota

Q: Agar waqt na honay ki wajah se sirf naak me aur munh me paani daly aur teen faraz pora na kar sakay to kya wo namaaz par sakta he. Aur usi tarah agar sirf pehle do faraz poore kare aur waqt na honay ki wajah se ghusal na kar sakay to kiya wo din me namaaz parh sakta he?

A: Fardh ko ne adaa karne se wudhu aur ghusl to nahi hota aur ba-ghair wudhu ke namaaz nahi hosakti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)