Ihtilaam

Q: Apne ek jawaab mein kaha tha ki agar khawaab yaad na ho aur wetness mani na ho balki mazi ya simple discharge ho toh ghusl wwajib nhi hoga , mai ye poochna chati hun ki agar khwaab ke kuch hisse yaad hain aur unme kuch bhi erotic nhi hai toh bhi ghusl karna hoga?

A: Agar ihtilaam wala khwaab na ho aur us ko yaqaen ho ke jo tari kapre par he, wo mani nahi he to us par ghusal waajib nahi he

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: