Sher kisi par hamla karna khwaab me

Q: Me ne dream dehka ke mera rishtaydar hai dour ka wo raistay ma jaha ra tha. Achaanak 3 lions aha ra hai aur us pa hamala kar diya. Aur us ki ghost nooch lia Aur khoon khoon hogaya. Lakin bach gaya wo ya mar gaya ye check nahi kia. Ye dream ta.

A: Aap un ke lia dua kare. Allah Ta'ala har shar se uski hifaazat farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: