Esaal-e-sawaab

Q: Esaal-e-sawaab kai liyai kya karai. Badni ibaadat aur maali ibaadat mai kya karai?

A: Qur'an Shareef parkh sakta he ya sadaqah de sakta he, ya koi owr neak amal kar sakta he jaise nafil namaaz owr us ka sawaab mayyit ke lia phonchaa sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)