Nikaah se pehle larki se baat karna

Q: Mera rista ho gaya he mere mama ke beti se aur mere aur uske family ke sabhi loog se khus hai aur raazi bhi hai aur mai bahi rah kar padha bhi hu to mai usse phle se hi baat karta rahta tha phone pe bhi aur ab hum dono apne ghar ki problem khushi ek sath mil kar solve karte hai real baat ye h ke hum ek dusre ko love bhi karte h to kya m us ladki se shadi se phle phone baat kar sakta hu mai abhi qatar m hu aur jab m yaha se jauga tabhi hamari shadi hogi Hazrat mai ye jaanna chahta hu ke sabke razi hone ke baad bhi kya m nikah se phle usse baat nahi kar sakta.

A: Jab tak nikaah ne hojae, tum downo ayk dowsre ke lai haraam he. Lihaza us se baat cheet karna jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: