Teen talaaq

Q: Agar koi kahe ke mene apni biwi ko teen talaq de diye lekin tanhai me jahan koi na ho apni biwi bhi maujud na ho sirf ye aadmi kamre akela he aur khud ko keh raha he ki mene tin talaq diye to kya talaq ho jati he? Halaaki biwi ne suna bhi na ho aur usko malum bhi na ho aur agar ho jati he talaq to kya karna padega? Aur agar aadmi ko shaytani asrat ho aur vo dimaag se bahot dukhi ho yani mentaly disturb ho chuka ho aur aisi situation me biwi usko bahot dukhi karti ho aur pareshan hokar vo apne aapko akele me kahe ke maine apni biwi ko tin talaq diye ( biwi ki gair maujudgime ) to kya talaq ho jayegi?

A: Teen talaaq waqi hogai. Jab tak halaala ne hojae, ayk dowsre ke lia halaal nahi honge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: