Takbeer-e-Oola

Q:

1. Ayk shaks wudhu banaraha tha namaaz khari hogayi aur imaam ne qiraat shuru kardi he jab imaam alhamdu parke aayat paraha tha wo shaks darmiyaane qiraat bajamaat namaaz me shamil hojata he to kya use takbeere oola milgai he aur uska sawaab milega?

2. Ya takbeere oola jab imaam "ALLAHU AKBAR" kahe namaaz keliye or wo shaks peeche mujood ho us waqt sirf sawaab milega?

A: Ayk i'tibar se usko takbeer-e-oola milgayi agarche ye a'laa darjah nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)