Riba

Q: Mere account bank may hai jis may mayri salary ati hai. Ya saving account hai. Is pay December ke mahina may profit laga thaa jo taqreeban 180 rupay hai. Me profit nahi istamal krna chahta. Kya ya paisay may kisi gareeb ko day skta hn ya phir may in paysun ko zaya kar dun. Please reply.

A: Ye profit nahi he balke riba he. Riba haraam he. Aap us ku kisi ghareeb ku dede sawaab ki niyyat ke beghair.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: