Beauty creams istimaal karna mardo ke lia

Q: Islam me marad beauty creams istimaal kar sakta hai?

A: Is tarah ke beauty creams, waghairah se apne aap ku aarasta karna ya muzayyan daar banana ye awrato ka kaam he. Lekin agar ilaaj ke lia ho, to theek he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)