Peshab ke qataraat

Q: Mera sawaal ye he ke kabhi kabhi sharamgaah me se qatre nikalte he kabhi mujhe mahsoos hota he tu me us jaga matlab us kapre ko saaf kar leta hu aur kabhi kabhi nahi pata lagta aur namaaz par leta ho me to jaana chata ho kya qatre nikalne ki wajah se ghusal karna chahiye is ke baare me islam me kya kya he. Baraaye meherbaani mujhe bata dien.

A: Agar ye peshaab ke qatre ho to peshaab ke qatre ke tapakne se wudhu toot jaata he ghusal dharoori nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)