Peshaab ka athar haat par lagjaana

Q: Agar haath par peshaab (patli najaasat) lagh gayi aur phir haath ponch (dry) kar ke kisi cheez ko laga diya to kia wo napaak ho ghi ke nahi?

A: Agar poonjne se peshaab ka athar aur nishaanah bilkul khatam hogaya to kisee doosre sookhi cheez par haath lagaane se woh sookhi cheez napaak nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)