Namaaz me chaar qul parhna

Q: Kia farz rakatoon men bhi Surah e Ikhlas ki tilawat kr saktay hain? Dosray three Qul Shareef me se bhi koi parh sakty hain farz rakatoon me?

A: Agar koi do rakaat fardh namaaz parh raha ho ya teen rakaat ya chaar rakaat fardh namaaz par raha ho, to wo sirf pehli do rakaat me faatiha owr surah parhe ga. Qur'an ki kisi bhi jaga se parh sakta khwa chaar qul se ya kisi owr surah se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)