Aasteen ke upar wudhu karna

Q: Aaj kal dekha gya he ke aurto ke kapro me aasteen chust hoti he jiski wajah se wudhu karte waqt aasteen upar murti nahi hoti. Kuch awrate aasteen bila mowre kapde ke upar se hi wudhu kar leti he (aasteen geeli kar ke). Kya ye jaaiz hai?

A: Ye jaaiz nahi. Haatho ko dhona chaahiye. Ayse kapro ko phenkna chaahiye jisme wudhu nahi hota.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)