Jannat me jaane ki koshish karna

Q: Mera sawal yeh hai ki admi ne apni biwi ko talaaq de diya phir biwi ne halala nikah karke apne sabiq shauhar se nikaah kar liya to jannat mein woh apne kis shauhar ko milegi halala nikah karne wale ko ya jiski woh pahle biwi thi?

A: Jannat me jaane ki koshish karo. Jab tu Jannat me jawoge to Allah Ta`ala aapki har tamanna ko poora karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: