Kisi ki cheez uthana aur maalik ka pata nahi

Q: Agar kesi ny kesi ki kitab utha li college mn aur uska naam pata us ky pass bilkul b nhi aur us ny kitab mn kuch tabdilin b ke di. Ab 2 saal hone ko hai iss baat ko aur his ny ye harkat ki sharminda b hai. Ab kitab na wo wapis ke sakta aur ye k ab to kitab shaid uss k b kam ki nhi rhi. Ab kia kia jae? Kia uski qimat sharee faqeer ko zaroor daay? Kia qimat sharee faqeer ko daeny k baad wo usse istimaal ke sakta? Agar ussny nadani mn us kitab ko parhny se pehly tasmia parhi to ye krna kesa aur uss pr kia hukum aae gha?

A: Munaasib to ye he ke college waale se kehde ke ishtihaar dede ya i`laan kare. Agar ye ne ho sake to kisee ghareeb ko dedi jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)