Dukaan ko rent par dena

Q: Mere papa ne aaj se 3-4 sal pehle full payment dekar 2 shops book karvaya tha jab ke us project ka kam start hone vala tha fir 3-4 sal bad project compelte ho gaya aur hamne ek ladies kapde bechne vale ko rent pe de diya to kya isi tarah shop bante samay book aur buy karna jaiz he? Secondly hamne jo shops rent pe diya he uski income hamare liye halal hogi?

A: Agar aap ka maqsad ye he ke payment dekar ke usko seere se khareed liya to woh jagah aap hee ka hogaya. To jab aapki jagah hogayi to kiraayah dene par koi haraj nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels: