Ghar me kabootar rakhna

Q: Ghar main kabootr rakhna jaiz ha ya nae? Jo log kabootaron ko bazi lagana ya nushka lagana ka liya rakhtay hian wo galat hian... ghar main parinday rakhnay jaiz hian? Main na ghar main kabootar rakhay hain lakin kabi bazi ya nushka nae lagaya? Kiya kabootar rakhna jaiz ha ya nae?

A:

1. Jee ba shart ye ke usko achchi tarah se tumhe rakhna aata ho, khaane waqt ke oopar deta ho aur dharooriyyaat keliye achcha munaasib intizaam karte ho.

2. Kabootar baazi na jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)