Waswase se Imaan par koi asar hota?

Q: Mere zehan mai Allah or Rasool (sallallahu alaihi wasallam) k bara mai buhat ganday khayal atay hain Naozobillah gustakhi walay. Mai buhat koshish ker k un se dhayan hatata hoon. Lakin Allah ka shukar hai kabhi zuban se kuch nhi kaha. Meharbani farma kr batain kia iman per kuch asar ho ga?

A: In wasaawis ki taraf diyaan ne de. Waswase se Imaan par asar nahi hota.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: