Walidah ki laash qabr me abhi tak taaza he

Q: Kuch din pehlay mere walida ki qabar k sath aik naai qabar nikali gai issi doran mere walida ki qabar ka parda gorkan ka belcha lagnay se toot gaya jab wo parda theek kernay k leye light udhar ki tu un ka kehna thak mere walida ka kafan usi tarah hy gulab ki patian tazi mojood thi aur mere walda k payon isi tara thay jaise zinda insan k hotay hain qabar ander se sabz    nazar aa arahi thi wo kehrta hy shayed wo grass thi iss k 6 adad shahid mojood hain quran o hadit ki roshni mai batye ga kia aisa mumkin hy aur agar hy tu mujhay kia kerna chchyee

A:

1. Allah Ta'ala apne ba'z bando ku ye naseeb farmaate he ke un ke laasho ku zameen nahi khaati he.

2. Qur'an shareef ka kuch hissa parh kar ya sadaqa de de aur us ka sawaab mayyit ke lie phonchaa de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)