Iddat ke dowraan aurat ghar se baahar jaa sakti?

Q: Iddat k douran orat kin kin halat me ghar se bahar nikal sakti hn? Or us nikalny ka andaz ya tareqa yane k parda kis tarah kary ge? Bemar ho jay, ya koi reshtdar foat ho jay to ja sakti hn ya nai?

A: Iddat ke dowraan me awrat ghar me rahe. Ghar se baahar ne nikle. Ghar se baahar nikalna us ke lia jaaiz nahi he. Lekin agar wo bimaar hojai owr us ku doctor jaane ki zuroorat pare, to zuroorat ki wajah se wo doctor ke paas jaasakti he ilaaj ke lia, lekin us ke baad usku chahia ke fowran ghar waapas aawe owr ghar se ne nikle. Agar us ke rishtidaar ka intiqaal hojai iddat ke dowraan me, to us ke lia wo ghar se nahi nikl sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)