Deen ki baate me waalidain ki baat maanna

Q: Agar zaid jamaat me jana chahta deen ka kaam karne k liye aur zaid k walidain ijazat na de to is ke liye kya shariyat ka hukm h?

A: Agar Zaid deen ke oopar amal kar raha ho aur dharooriyyaat aur waajibaat ko jaanta ho aur amal karta ho to usko apne waalidayn ki baat maanna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)