Khwaab ki ta'beer

Q: Mujhe khwab ki tabeer puchni ha. Mery parents dada dada or Nana Nani hain.meri Bari behan ne khwab mai daikha k humara chota Bhai paida hua ha. Bilkul same yehi khwab mai ne daikha Tha k Mera Bhai paida hua ha. Is ka Kya Matlab hua humein bataein.

A: Allah Ta'ala dushwaariyo ku door farmaae aur khaandaan aur aulaad me barkat naseeb farmaae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: